Follow Us on Twitter

Rendition tickling my heart

This sunday I somehow went to see "Aisha". A fooltush bakwaas movie with no touch of reality. It is just a play to awe the middle class indians who dream to live such fantasy lives and to satisfy ego of those who live that life.
Not at all a movie for real indians.
But nowadays there has been a trend to insert a song from a new artist and that too totally on acoustic guitar. This is the song I really loved to listen and I listened it for more than 20 times after coming back from the movie.
It goes like this:

Shaam thi koi, jaise hai nadi,
lehar lehar jaise beh rahi hai,
koi ankahi, koi ansuni,
baat dheeme dheeme keh rahi hai,
kahi na kahin, jaagi hui hai koi aarzu,
kahi na kahin, khoye hue se hain main aur tu,

ke zum zum zum tara...tara...hain khamosh dono,
ke zum zum zum tara...tara...hain madhosh dono,

jo gumsum gumsum hain ye fizayein,
jo kehti sunti hain ye nigahein,

suhani suhani hai ye kahani,
jo khamoshi sunati hai,
jise tune chaha, hoga woh tera,
mujhe woh ye batati hain,
main magan hun, par ye na jaanu,
kab aane wala hai woh pal,
haule haule, dheere dheere,
khilega phir kahin kaval,

ke zum zum zum tara...tara...hain khamosh dono,
ke zum zum zum tara...tara...hain madhosh dono,

jo gumsum gumsum hain ye fizayein,
jo kehti sunti hain ye nigahein,

ye kaisa samay hai, ye kaisa samaa hai,
ke sham hai pighal rahi,
ye sab kuchh haseen hai, sab kuchh jawaan hai,
hai zindagi machal rahi,
jagmagati, jhilmilati,
palak palak pe khwab hai,
ye hawayein gungunayein,
jo geet lajawaab hai....

ke zum zum zum tara...tara...hain khamosh dono,
ke zum zum zum tara...tara...hain madhosh dono,

jo gumsum gumsum hain ye fizayein,
jo kehti sunti hain ye nigahein..........

Category: 0 comments

0 comments: